Saajan Ke Naina Jaadoo Baan Lyrics - Amirbai Karnataki, Mumtaz

Saajan Ke Naina Jaadoo Baan lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki, Mumtaz from Najma (1943). Saajan Ke Naina Jaadoo Baan Classical soundtrack was composed by Rafiq Ghaznavi with lyrics written by Anjum Pilibhiti.

Saajan ke naina jaadoo baan
Haye main wari jau
Sajni ki bohe hai kamal
Hoye main mari jau
Tori nazar ke baan nirale
Palko ki auto se mare hai bhale
Gayal ki hai dilo jaan
Sajan ke naina jadu baan
Haye main wari jau
Saajni ki bohe hai kamal
Hoye main mari jau

Prem ke sare dekhe tamsha
Man ki pawan par ho gaya saja
Naina patang ke saman huyi huyi
Sajni ki bohe hai kamal
Hoye main mari jau
Saajan ke naina jadoo baan
Haye main wari jau

bharatlyrics.com

Jo sardi chhodi pachisi bichhodi
Preet ki tujhse dori hai jodi
Kehna liya hai
Tera maan haye haye
Saajan ke naina
Jaadoo baan haye haye
Saajan ke naina jaadoo baan
Haye main wari jau
Sajni ki bohe hai kamal
Hoye main mari jau.

Saajan Ke Naina Jaadoo Baan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download