Fasle Bahaar Gaaye Jaa Lyrics - Parul Ghosh, Sitara Devi

Fasle Bahaar Gaaye Jaa lyrics, the song is sung by Parul Ghosh, Sitara Devi from Najma (1943). Fasle Bahaar Gaaye Jaa Sensual soundtrack was composed by Rafiq Ghaznavi with lyrics written by Anjum Pilibhiti.

Faasle bahar gaaye jaa gaa
Faasle bahar gaaye jaa gaa
Jigar gham rulaye jaa aa
Jigar gham rulaye jaa aa
Faasle bahar gaaye jaa gaa
Faasle bahar gaaye jaa gaa

Chhayi yeh har taraf khushi
Charo taraf bahar hai
Chhayi yeh har taraf khushi
Charo taraf bahar hai
Chhayi huyi hai bebsari
Chhayi huyi hai bebsari
Koi na gham gujar hai
Meri hasi hai chandani
Meri khushi bahar hai
Meri hasi hai chandani
Meri khushi bahar hai
Tu jo nahi to phool bhi bhi
Meri najar mein khar hai
Tu jo nahi to phool bhi bhi
Meri najar mein khar hai

bharatlyrics.com

Koi nahi hai aaj ham
Koi nahi hai aaj ham
Dil ko mere karar hai
O dil ko mere karar hai
Tune diya hai gham mujhe
Tune diya hai gham mujhe
Isi gham se pyar hai
Isi gham se pyar hai
Ga ga ma tere nisaar
Ga ga ma tere nisaar
Faasle bahar gaaye jaa gaa
Faasle bahar gaaye jaa gaa
Jigar gham rulaye jaa aa
Jigar gham rulaye jaa aa.

Fasle Bahaar Gaaye Jaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download