Bahar Aayi Hai Badla Hua Sitaara Hai Lyrics - Kumar Sanu

Bahar Aayi Hai Badla Hua Sitaara Hai lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nasheela (1999). Bahar Aayi Hai Badla Hua Sitaara Hai Love soundtrack was composed by Jeetu, Tapan with lyrics written by Pandit K.Razdan.

Bahar aayi hai badla hua sitaara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai
Kisi ne humko bade pyaar se pukaara hai
Kisi ne humko bade pyaar se pukaara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai

Humein khabar hain magar aapko nahi maloom
Humein khabar hain magar aapko nahi maloom
Khuda ke baad humein
Khuda ke baad humein aapka sahara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai

bharatlyrics.com

Karoge tutey huye dil ki kyaa dawa daaru
Karoge tutey huye dil ki kyaa dawa daaru
Sharaab do ise
Sharaab do ise ye zindagi kaa maara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai

Kisi ke rehem pe jina humein kubul nahi
Kisi ke rehem pe jina humein kubul nahi
Khud apni shart pe marna
Khud apni shart pe marna humein ghawara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai

Samaj sako to karo shukariya samandar ka
Samaj sako to karo shukariya samandar ka
Kabhi bhawar bhi
Kabhi bhawar bhi kisi ke liye kinaara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai

Bahar aayi hai badla hua sitaara hai
Kisi ne humko bade pyaar se pukaara hai
Kisi ne humko bade pyaar se pukaara hai
Bahar aayi hai badla hua sitaara hai.

Bahar Aayi Hai Badla Hua Sitaara Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download