Jaan E Jaan Mujhe Lyrics - Pankaj Udhas, Penaz Masani

Jaan E Jaan Mujhe lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas, Penaz Masani from Vishkanya (1991). The music of Jaan E Jaan Mujhe Happy track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Syed Gulrez.

Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua
Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera dil mera
Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua

Mana ke tu anjaan hain
Dil mein yahin armaan hain
Kehdu ke tu mehman hain
Mere pyar ka
Mana ke tu anjaan hain
Dil mein yahin armaan hain
Kehdu ke tu mehman hain
Mere pyar ka
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera dil mera
Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua

bharatlyrics.com

Dil yeh kahe paas aau main
Tere liye mar jau main
Kaise kahun sharmau main
Yeh tan mann hain tera
Dil yeh kahe paas aau main
Tere liye mar jau main
Kaise kahu sharmau main
Yeh tan mann hai tera
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera dil mera
Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua
Dil mera kho gaya
Kho gaya dil mera
Dil mera dil mera
Jaan e jaan mujhe
Aisa kya hua
Dekha tujhe pal bhar mein
Janmo ka nata hua.

Jaan E Jaan Mujhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download