Rabba Yeh Dhadkan Lyrics - Penaz Masani

Rabba Yeh Dhadkan lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Vishkanya (1991). The music of Rabba Yeh Dhadkan Rock track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Syed Gulrez.

Rabba rabba
Rabba rabba rabba
Rabba yeh dhadkan kaisi hain
Rabba yeh agni jaisi hain
Rabba yeh tan ko jalati hain
Rabba jawani aati hain
Tan mann masti mein dube
Paani mein aag lagati hain
Rabba yeh dhadkan kaisi hain
Rabba yeh agni jaisi hain
Rabba yeh tan ko jalati hain
Rabba jawani aati hain
Tan mann masti mein dube
Paani mein aag lagati hain
Rabba rabba rabba rabba

Panchhi geet sunate hain
Parbat paas bulate hain
Yeh zarne kyu gate hain
Kya kya yeh keh jate hain
Chumke kachi kaliya ne
Bhawre se kya kaha kya kaha
Rabba yeh dhadkan kaisi hain
Rabba yeh agni jaisi hain
Rabba yeh tan ko jalati hain
Rabba jawani aati hain
Tan mann masti mein dube
Paani mein aag lagati hain
Rabba jawani aati hain
Haye kyu jawani aati hain
Rabba rabba rabba rabba

bharatlyrics.com

Chanchal mann kar pata hain
Jaane kya ho jata hain
Mast pawan ka jhuka banke
Badal sang ud jata hain
Bhiga tan phoolo sa mahke
Aisa kyu hua kyu hua
Rabba yeh dhadkan kaisi hain
Rabba yeh agni jaisi hain
Rabba yeh tan ko jalati hain
Rabba jawani aati hain
Tan mann masti mein dube
Paani mein aag lagati hain
Rabba jawani aati hain
Haye kyu jawani aati hain
Rabba rabba rabba rabba

Meethi meethi pyas hain
Lagta hai koi paas hain
Anjana sa dard hain
Naino mein ek aas hain
Jagi aankhen sapna dekhe
Aisa kya hua kya hua
Rabba yeh dhadkan kaisi hain
Rabba yeh agni jaisi hain
Rabba yeh tan ko jalati hain
Rabba jawani aati hain
Tan mann masti mein dube
Paani mein aag lagati hain
Rabba jawani aati hain
Haye kyu jawani aati hain
Rabba rabba rabba
Rabba rabba rabba
Rabba rabba rabba.

Rabba Yeh Dhadkan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download