Kachi Kali Kache Naarke Lyrics - Asha Bhosle, Kumar Sanu

Kachi Kali Kache Naarke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu from Waqt Hamara Hai (1993). Kachi Kali Kache Naarke Romantic soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Ik baar huyi jo dosti
Ik baar huyi jo dosti
Chhodi nahin jati

bharatlyrics.com

Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Ik baar huyi jo dosti
Ik baar huyi jo dosti
Chhodi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati

Maine tujhe tune mujhe chaha
Koi chori nahin ki
Maine tujhe tune mujhe chaha
Koi chori nahin ki
Mai bhi razi tu bhi razi
Hamne jora jori nahin ki
Pyar to hoke rahega
Ispe na koi jor hain
Koi na jane sanam
Ye to aisi dor hai
Jud jati hai ye to khud bakhud
Jud jati hai ye to khud bakhud
Jodi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati

Maine kaha tumne suna
Hamne kisi ko na bataya
Maine kaha tumne suna
Hamne kisi ko na bataya
Dheere dheere haule haule
Maine tujhe dil mein basaya
Na bujhane se bujhegi
Aag hai aisi lagi
Badhti jayegi sanam
Pyaas hai aisi jagi
Is mod se mauje
Mohabbat kabhi
Is mod se mauje
Mohabbat kabhi
Modi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati
Kachi kali kache naarke ki
Todi nahin jati.

Kachi Kali Kache Naarke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download