Nazaron Mein Rang Hai Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Nazaron Mein Rang Hai lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Deewana Hoon Pagal Nahi (1998). The music of Nazaron Mein Rang Hai Romantic track is composed by Aadesh Shrivastava while the lyrics are penned by Anwar Sagar.

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka
Phoolo ke khusboo tumhare badan ki
Nazaro mein rang hai tumhare labo ka
Phoolo ke khusboo tumhare badan ki

bharatlyrics.com

Lee hai najakat kalio ne tumse
Lee hai najakat kalio ne tumse
Sawari hai kismat tumne chaman ki
Tumne chaman ki
Tumne chaman ki

Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein
Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein
Ek ladka pagal ho
Ek ladki ke pyar mein pyar mein
Pyar mein pyar mein pyar mein

Zulfe tumhari ghata se hai kali
Adao mein sokhi mohabbat ki janam
Zulfe tumhari ghata se hai kali
Adao mein sokhi mohabbat ki janam
Yu lag raha hai tumhe dekh kar
Yu lag raha hai tumhe dekh kar
Jaise pari koi jannat ki janam
Jannat ki janam
Jannat ki janam
Ye hai sayar koi karta hai sayri
Ye hai sayar koi karta hai sayri
Are diwana hai mujhko jo
Kahta hai mai pari main pari
Mai pari mai pari main pari

Tum angdayi logi jo aise
To dil hamara machalne laga
Tum angdayi logi jo aise
To dil hamara machalne laga
Chayega aisa nasha dhadkano pe
Haye chayega aisa nasha dhadkano mein
Dil ye kasam se bahakne lagega
Bahakne lagega bahakne lagega
Ye hai majnu koi ise laila chahiye
Are ye hai majnu koi ise laila chahiye
Mai logo se kah dungi
Ise pathar se mariye mariye
Mariye mariye mariye na

Nazaro mein rang hai tumhare labo ka
Phoolo ke khusboo tumhare badan ki
Nazaro mein rang hai tumhare labo ka
Phoolo mein khusboo tuhmare badan ki
Lee hai najakat kaliyo mein tumse
Lee hai najakat kaliyo mein tumse
Sawari hai kismat tumne chaman ki
Tumne chaman ki
Tumne chaman ki
Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein
Ye khabar aayegi kal ke akhbar mein
Ek ladka pagal ho
Ek ladki ke pyar mein pyar mein
Pyar mein pyar mein pyar mein.

Nazaron Mein Rang Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download