Nazro Ka Kya Kasoor Hai Lyrics - Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam

Nazro Ka Kya Kasoor Hai lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam from Hum Hain Kamaal Ke (1993). Nazro Ka Kya Kasoor Hai Masti soundtrack was composed by Naresh Sharma with lyrics written by Rani Malik.

Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahi kiya
Humne wahi kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata

bharatlyrics.com

Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Teri shokhiyo ne aur bhi
Hai pagal bana diya
Pagal bana diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata

Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Teri chahato ke aage
Yeh sar jhuka diya ha
Yeh sar jhuka diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahin kiya
Humne wahin kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata.

Nazro Ka Kya Kasoor Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download