O Pardesi Babu Lyrics - Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle

O Pardesi Babu lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle from Kasam (2001). The music of O Pardesi Babu Playful track is composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

O pardesi babu kaha se aaya hai tu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jaana
Kaha thikana hai ke yahi bas jaana hai
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jaana
Kaha thikana hai ke yahi bas jaana hai

Kya hai tera naam pata
Kya hai tera naam pata
Bhul gaya hai kya rastaa
Kya hai tera naam pata
Bhul gaya hai kya rastaa
Nahi nahi o nahi nahi
Nahi nahi nahi mujhko
Khich ke laayi hai is mitti ki khushbu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jaana
Kaha thikana hai ke yahi bas jaana hai

bharatlyrics.com

Mana ke anjaan hun main
Mana ke anjaan hun main
Sidha sa insaan hun main
Mana ke anjaan hun main
Sidha sa insaan hun main
Nahi nahi o nahi nahi
Nahi nahi nahi maine teri
Aankho mein dekha hai ek jaadu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jaana
Kaha thikana hai ke yahi bas jaana hai
O pardesi babu kaha se aaya hai tu
Kaha se aaya kaha hai jaana
Kaha thikana hai ke yahi bas jaana hai
Ke yahi bas jaana hai
Ke yahi bas jaana hai.

O Pardesi Babu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download