Bina Tumhare Char Kadam Bhi Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

Bina Tumhare Char Kadam Bhi lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu from Geetanjali (1993). Bina Tumhare Char Kadam Bhi Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare ankho
Se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare
Kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

Bina tumhare char
Kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye

Phool se khushbu
Juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Phool se khushbu
Juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Juda kabhi sagar se lehair
Ko kiya nahi  jaye
Ek pal humse bina tumhare
Raha nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

bharatlyrics.com

Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye

Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari
Ban ke lahu teri
Rago me chalti hai

Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari ban ke lahu teri
Rago me chalti hai
Bina tumhare
Sans bhi humse
Liya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare
Kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye.

Bina Tumhare Char Kadam Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download